DECEMBER BHI SAMAPT HO GAYA, FIR BHI PF KE BYAJ KA PAISA NAHIAAYA,TO AISE JANE POORI JANKARI,EPFO NE TWEET KARKE BATAYA HAI

Tech new plus 

DECEMBER BHI SAMAPT HO GAYA, FIR BHI PF KE BYAJ KA PAISA NAHIAAYA,TO AISE JANE POORI JANKARI,EPFO NE TWEET KARKE BATAYA HAI




PF intrest rate: provident fund par byaj ka intejar karoro PF account holder kar rahe hai.

december se PF account me byaj dene ghosna kar diya tha.lekin abhi bhi khatadharko ka intejar khatam nahi hua hai.EPFO NE bar account holders ko byajbhejne ke procces me hai.abhi hal hi me karmchari bhavisya nidhi sangthan ke official account par ek user ko jawab bhi diya hai.
ki unhe unka paisa kab milega.to ghabrane ki jaroorat nahi hai.aapka paisa jald hi aapke khate me jama kar diya jayega.byaj ki hani nahi hogi,,


EPFO ke tarf se abhi koi final date nahi aayi hai..ki account holders ko kab tak unka byaj milega..
abhi aapko batade ki EPFO subscriber ko harmahine byaj ka paisa milta hai,,lekin ye jurkar saal me miltahai ek baar.har mahine compound hota rahta hai aur saal me poora paisa aapke account me credit kar diya jata hai..



HUM KAISE PF KA PAISA CHECK KAR SAKTE HAI KI PAISA ACCOUNT ME AAYA HAI KI NAHI....
AAP apna PF ka account ka passbook check karke ye dekh sakte hai ki aapka byaj ka paisa aaya hai ya nahi.
aap EPFO ke official website par ja sakte hai.ya fir 7738299899 number par "EPFOHOUAN ENG" Massage bhi bhej sakte hai.
<9966044425>bhi ek number ,jispar missed call bhejkar PF Balance check kiya ja sakta hai.eske alava,UMANG APP ke jariye bhi PF Account Access kar sakte hai..
eske alava online bhi check kiya ja sakta hai PF Balance<<<


STEP 1-EPFO ki official website <epfindia.gov.in> Par jaye....


STEP 2-^[our service] par click karen.eske baad [FOR EMPLOYEES]KE option ko select karen.


STEP 3-naya page khulne ke bad aapko [MEMBER PASSBOOK]par click karna hoga.jaha aapko apna UAN NUMBER[UNIVERSAL ACCOUNT NUMBER)aur Password dalna hoga..


STEP 4-eske bad aapko passbook open ho jayega.esme aapko dikh jayega ki aapke EMPLOYER aur aapki aur se kitna contributions  hua hai aur espar kitna byaj mila hai.


agar EPFO ki aur se aapka byaj credit ho chuka hai,to esme aapko dikh jayega......
es article epfo ke jankari par aadharit hai..
apne doston ke sath sajha karen..

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ