Naya Blog Banane Ka Aasaan Tarika Kya hai:Tech new plus
Dear" hello dostokaise ho aap sabhi aaj mai aap sabhi ko naya blog banane ke kuchh aasaan tarike ke bare me aap sabhi ko step by step batane wale hai ki kaise aap sabhi apni free blog article likhkar kaise internet ke dwara aap sabhi online digital tarike se blog ke dwara apna earning kar sakte hai.
to chaliye aap ko hum ab step by step samjhate hai;
sabse pahle aap apne mobile me google chrome ko open karke usme type kare Blogging aur search par click kare click karte hi aap ke samne blogger ka official website open hoga''''' ab aap blogs ke page par aana hai.
ab aap jo bhi jis naam se apna website create karna chate hai kar sakte hai;jaise example -technical.blogspot.com]
ab aap sabhl apni website se related article sarlbhasa me likh kar published kar sakte hai.aap hindi me article likhna chahte hai ya english me likhkar aap apni blogs post ko published kar sakte hai.
agar aap hindi me writing likhte hai to aur acchhi baat hai.
aap acchhi post likhkar kam se kam aap 500 word likhkar aur jyada se jyada article likhkar post karenge to behter hoga aapke lieye.
kyonki aap jitna saralbhasa me article ko likhenge utna jaldi aap ki websites par traffic badhega hegaaur aapka websites jaldi rank karega.
blogging ke jariye aap ani website ko no1 rank par la sakte hai,jisse aap acchhi earning kar sasate hai
asani se paise kama sakte hai vo bhi bilkul free me ;dhyaan rahe aap kisi ka article copies na kare varna aap ke websites par copyright ka claim ho sakta hai.esliye jitna ho sake utna aap unic article apne hisab se likhe
.
0 टिप्पणियाँ